Umoomi Sawalaat

 Al-Huda Academy se mutalliqah sawalaat. kiya academy me addmission ki koi zarurat hai? kiya umar ki koi had hai? kiya yahan mard or aurat ko qabool kiya jata hai? sirf ek shart hai; taalibe ilm ki umar 15 saal se ziadah honi chahiye aur is baat se ittefaq karna chahiye ki woh course ki videos  dekhe ga or mutalaa kare ga aur phir imtehaan dena hoga. mazkurah umar se uper ka koi bhi shakhs is academy  se faidah utha sakta hay. registration ke liye koi documents ki Zaroorat nahi. Mai academy me kaise shamil ho sakta hun aur dakhila  haasil kar sakta hon? registration ka tareeqa e kaar mundarjah zail link ke zariye website mulahizah karen naye students ican par click karen.  apna email or password darj karen , or aap ise yaad rakhen ge. agar aap mukmmal taur par register hain to, aap ka naam site ke upari hisse me zaahir hoga.